Confirmed: Cellular Services to Remain Suspended in Karachi and Quetta Tomorrow

Rehman Baba

Cellular services are to remain suspended tomorrow in Karachi and Quetta from 10 AM to 6 PM, a highly reliable source with direct information of the matter has confirmed ProPakistani.

A source, who wanted to remain unnamed, confirmed ProPakistani that PTA has issued the directive for suspension of cellular services.

Earlier, while briefing the media, Mr. Rehman Malik said that these measures are being taken due to security reasons, which the government is increasing on the first day of Muharram.

Mr. Malik said that suspension of cellular services in Karachi and Quetta for tomorrow, along with other measures (such as ban on motorbikes), are based on credible intelligence information that hints the terrorist attacks in the cities.

Cellular industry is fearing large-scale cellular suspension during first ten days of Muharram. However, no mobile operator is speaking up against such decisions to avoid possible wrath of the government.

It merits mentioning here that government banned MNP yesterday, in addition to a directive according to which SIMs won’t be sold at retailers’ shops from December 1st, 2012.

Tech and telecom reporter for over 15 years


  • Only one thing left to be blocked i.e. Saans lene par pabandi, tax do us par ya phir apna apna ventilator.

  • Rehman Malik, in a statement announced that motorbikes would not be allowed to come on the roads from 6:00 AM to 7:00 PM on Friday.

    He also added that no one would be exempt from this ban.

    Malik said, his ministry, had re information that motorcycles would be used in terrorist attacks at public places.

    then why don’t cars, trucks, buses should also be banned ,because these transporters are also involves in terrorist attack , isn’t it ???

  • Aik dan ka ban bardash nahi awam sei kia baat hai (y). Tax kaun kitna pay karta hie pakistan mei ? batein bari bari. Mobile nahi tha tou kai zinda nahi thie ? Bike nahi chalao gei 1 din tou kuch hojaey ga? Ek taref safety mangtey ho sub aur dosri taref do tou batein banatey ho. Hukumraan jesay bhi hie tum log khud kaun sei sahi ho? Voting waley din facebook per beth kar bongiya mar rahey hotey ho aur batein kartey ho. Mobile block sei kafi farq para hei hope ke sub achey sei guzer jaye bena kisi jaani noqsaan ke. Jitney bhi neechey comments karey hie lagta hie mummy daddy log hie jin ke moun mei soney ka niwala hai jo ke mobile ke bena nahi reh saktey ek din.

    • ap kis duniya main rahtay ho ye to aisay ho gaya khe hath ak he hota hai jo kisi ko qatal karnay aur kisi ki jan bachany k liya istimal hota hai to kiya hum ye soch kar us hath ko kaat dalian khe kahein wo kisi ko qatal karnay mein madad na karay.so mobile phone network he khatam kar dain ye service band karny ka kiya faida?TRUTH TELLER

      • Aaaj ka blast ap ko khamosh karney ke liye kafi hie bro. Aik ki baat hai just wo bhi bardash nahi hahah sahi baat hei yaar awaam hi jahil hai aur ais awam ke sath yahi hona chaiye

        • aj pabandi thi? jis din pabandi thi us din blast koi ni hua ? poora saal pabandi lagao n bike registration pe pabandi laga do … SIMPLE …

    • Not every one is riding bike for fun … If this was so necessary than there should be a curfew … so that jobs n offices dont open.. Why should a person be forced to hire a taxi or rikshaw to drop kids at school and than go to his office on rikshaw too … poorey din k 500 rupees to rikshaw pe lag jayeinge us ghareeb k.. bike pe ye sab kaam 80 rupees mai ho jate hein. He earned the bike frm his hard earned money and wo b nai chala sakta :( … Security surely is necessary, but the issue is not resolved by just banning things. Kya terrorist ko nai pata k bike pe pabandi hai ? kya wo gari nai arrange kar sakeinge for same purpose. ?

      • Kaun si dunya mei ho bhai ? Chinque bhi chaltey hei kabhi road per nikley ho ap apni bike ya car ke ilawa? Bus nahi hie ? ajeeb justification detay ho Aik din bachey school nahi jai ? Worldcup ke semi final ke match ke liye chutti karwa saktey ho bachey ko ais ke liye nahi ke kisi ki jaan safe hojaey? support karna chaiye government ko jaha wo right ho. Aaj ka blast dekh lia karachi mei bike ke through tou bhai Kuch Ziyada negativity sahi nahi aur Sirf yeh na soucha karo ke Only you can run the country and knows the best. They know what they are doing.

        • Bike pe pabandi khul gai thi .. blast hua???? ab is ki ye justification na daina k kal b aga pabandi hoti to blast na hota … Bhai mere ! jis banday ne bike lia hai its his right to bring it on the road. Govt ne pasie lai k Registration ki hai .. Ye govt ka kaam hai k registrations ka traqck rakhay n stolen bikes ko road pe na aane dai .. is mai maira kya kasoor hai? n maine pehle he kaha hai k agar is tarah se band he karna hai to phr Curfew lagao so that offices b band houn n banday ko life stack pe laga k office na aana paray. bachay b ghar .. WHY NOT CURFEW?

          • Justification deney ki zarorat nahi hie blast nei sabit kardia they were right that’s all. They got all the inside info aap yaha bol bachan karo aur yaha sei farig hona tou facebook per jaaa kar waha topi drama karna. Ain hi kamo mei hai hum bas. Facebook mei comment dei diye yah aaker comment kardiye kabhi mulk ke liye bhi sarkoo per niklo tou pata chaley. Now no more replies kyon ke samney

            • kash k truth teller name rakh laine se Truth sunnay ka hosla b aata logoun mai … They have all the insider news.. Yahee to sab se bara masla hai .. n ap jaise log phr se inhi ko vote do n apni jaibein garam rakho … Pakistan b isi world mai hai jahan baqi sb countries hein … is tarah se basic rights n needs ko nai band kia jata … there are alternates.. bikes shouq se band karo … but logoun ko alternates b do … aap bas vote do n maal khao ..

  • Yar yeh koe bhi Mazabi tehwar stop honay chahiyae on the main roads.

    Agar karnay tu gharaon par karo roads par akar nuksan bhi hota hai sub business man ka.

    Same UAE, Saudia wali policy honi chahiyae kay No jalsa jalooos on the main street.

  • To rehman malik : dehshat gard ptcl cloud leker whatsapp bi use ker sakte hain :P ban all wiress internet :P


  • Get Alerts

    Follow ProPakistani to get latest news and updates.


    ProPakistani Community

    Join the groups below to get latest news and updates.



    >