Youm-e-Ali: Cellular Services to Remain Suspended in Various Cities

Service SuspensionPakistan government, through Pakistan Telecommunication Authority, has directed the mobile operators in the country to keep their wireless and cellular services offline in various cities today on account of security threats on Youm-e-Ali (RA).

It is said that services are likely to remain offline in Karachi, Rawalpindi, Lahore, Gujranwala, Sargodha and other cities.

Cellular services will be suspended from 4pm to 8pm in Lahore. While Karachi will suffer service closure from 6am to 8pm.

PTA has confirmed the media about the planned service suspension and said that measures are taken on directions of Interior Ministry.

It maybe recalled that cellular and wireless service suspension on security threats was discovered by Mr. Rehman Malik, former Interior Minister, however, the idea is apparently being replicated by current government too.

Cellular operators have largely protested on these forced service suspensions, which hit hard their revenues during last three quarters.

Not to mention, no one compensates the subscribers for their monetary loss during these service suspensions.


  • Asoolan tu yeh din roads par nahi guzarna chahiyae balkay gharaon par yah khamoshi say manana chahiyae. Pata nahi roads par ajanay say kaun si Hazrat Ali (RA) ki rooh ko sakaon ponchta hoga.

    Kash yeh log kuch tu aqal say kam layein pata nahi in ki aqloan ko kia ho gaya hai.

    Aur phir agar daihshat gardi ho tu phr afsoos aur rohna rohtay hai aray logon tum khud hi un ko rasta bata rahay ho kay ajaon aur maro hamain.

    Wahi bat chor ko khud hi bola rahay hai kay ajao ghar par aur chori karlo.

    I know here are a lots of peoples will respond on this reply.

    Shayad yeh log asal ISLAM ko pechan sakain. YaAllah! humein HIDAYAT dain – ameen.

    Roadaon par yeh din mananay say koe ISLAM main nahi ajata balkay apnay dress say, Dhari say, apnay ibadataon say ALLAH ka kurbb hasal karo.

    • Asoolan to apko kisi ke mazhabi muamlat pr aisay tanqeed krni he nahen chahiye q k is se tanqeed krne walay ke apni auqal pr shuk honay lgta hy. aisay sensitive muamlaat pr jo aisay ghair zimadarana bayan de to phr ye shuk koi aisa najayz b nahen.

      Irfan is right religeous, national ya kisi b ghair mamooli event k liye sari duniya main roads pr he aaya jaata hy and Pakistan is no exception. Sialkot main do bhaiyon wala waqia, Prophet (SAWW) ke toheen k waqia 14th August, Eid Milad un Nabi (SAWW) Chief Justice ke bahali, Political processions, qadri sab ka dharna, qazi k dharnay all these are the best examples.

      i am sure sialkot tragedy k against jo poray pakistan main protest kiye gaye unka un dono bhaiyon ke rooh ko zaroor sakon pohncha hoga

      q k sb ne un ke himayat ke aur zulm krnay walon ke mukhalifat. wohi kaam aj k din ho raha hy HAZRAT ALI k haq main aur un k qatil k khilaf juloos nikala ja raha hy.

      agar ap ke masjid main jamat k doran ya tableeghi jamat walon k salana ijtima main jaa ke koi blast kray to kaya ap baa jamat namaz ko ya us salana ijtima ko band krnay ke baat krain ge ya phir us terrorist ko saza dene ke baat krain ge? ya phir wohi oper wali chor ko dawat dene wali example denge.

      Zulm k khilaf aisay ehtijaj aur juloos Insan k insan honay ka pata daitay hain. Prophet (SAWW) ne to Hazrat ALI ka naam lene ko ibadat qarar farmaya tha to ye log to is garmi main rozay ke haalat main jaan hatheli pr rakh kar un kay sath howay zulm k khilaf 18, 20 ghantay ka jaloos nikal rahay hain to bay shuk ye na sirf ibadat hy bulkeh i am sure boht se ibadat se afzal b hy. khaas tor pr jb har taraf islam dushman log blasts kr rahay hon.

      agar ap apnay ghar main fan ya AC k agay baith k aisay logon pr tanqeed kar k, un ko ghar baithnay ka mushwara de k, indirectly janay anjanay main zalim ke himayat kr k, apni darhi aur dressing se aur apni is “Ibadat” se ALLAH ka “qurb” hasil krna chah rahay hain to mjhe usy ALLAH ke qasam k Asal Islam samajhna abhe baqi hy mere dost.;)

      And I request Mr. Atta to filter such hateful comments which spread sectarianism or create social restlessness. If i hurt anybody it was completely unintentional and sorry for that.

  • Sialkot mein abi tak band hai all networks off, only ufone working.

    Service stopped working 7:30pm 31-july-13 now its 3:30 am 1-aug-13

    Isn’t it unscheduled unnecessary at this time

    PTA shud take notice

  • Saeed Bhai .. Sahi Taleem aur Sahi tarbiyat aur Sahi sumhaj bhooj or thooori si logic app mai hoti tu app iss kisam ki bewaqoofana post nahi karty.. reply tu mil hi gaey hongay app ko.. Khair Irfan ney chohty sey post mai sab kuch hi bata diya hai.. warna mai iss topic par pura foram hi bhar don..
    Next time think before you speak..
    Whole world has right to protest or celebrate their religious festivities on road.. I guess you just live inside your home & don’t go outside on road.. at least watch TV inside your home, so you’ll get informed whats going on in this world.

    • Bhai sirf yeh bata do kay SAHABA, Tabayien, kay doar main yeh sub kuch hota ta?

      Yeh mat bol na kay us waqt roads nahi tay.

      Muhabat walay hi jantay hai kay yeh din kaisa banana chahiyae.

      Kia hazrat Ali (RA) ki wafaat kay bad jo sahaba reh gayae te yah tabayien nay yeh amal ikhtiyar keya? Jawab ho ga NAHI NAHI.

      Tum log yeh samajtay ho kay roads par ajanay say un ka HAQ pora hogaya tu yeh ap log ki bol hai balkay Hazrat Ali (RA) kay tareekay par ajao tu yeh muhabat hai aur han tareqa kaun sa wala wahi jo hazray Ali (RA) nay Muhammad (SA) say seekha ta.

      Sirf yehi karlo tu phir roads par anay ki zaroorat hi nahi paish aie ge.

  • Love u ALi Ali …..bahi…….. kabi kabi network to wasay he kharab ho jata hy or signals ne hotay…..ye kowi itna bara issu ne hy…..

  • it is a crap, i guess telecommunication companies are not giving enough Bribes RISHWAT to authorities.

    Zardari ko neend aa rahi hai, mobile service suspended
    Nawaz Sharif k sar main dard hai, mobile service suspended.
    Shahbaz Sharif ko toilet main Lota nahi mil raha, mobile service suspended

    and most annoying thing is, Pakistani people are as if nothing matters for them.


  • Get Alerts

    Follow ProPakistani to get latest news and updates.


    ProPakistani Community

    Join the groups below to get latest news and updates.



    >